QytDaUk0b0RiZzdick8xSHkxdVlEZz090
Advertisements
Advertisements

BlinkLoan App Se Loan Kaise Lete Hai : BlinkLoan App Review – BlinkLoan App Apply Online In India

Advertisements
Share With Your Friends

Advertisements

Doston aaj ke time me aapne suna hi hoga ki paisa bahut important hai, bina paise ke aap kuch bhi nahi kar sakte. Aap kahi bhi jate hai jaise ki aap shopkeeper ke paas jate hai to aap unse koi samaan lete hai to aap badle me unhe paise dete hai, tabhi apko wo saaman dete hai. To doston aap samajh sakte hai ki aap kahi bhi jate ho, kuch bhi lete ho to apko paiso ki jroort padti hai, bina paise ke aap kuch nhi kar sakte. Aaj ke time me agar apke pass paise hai to apke pass sab kuch hai nahi to kuch bhi nahi. Doston bahut se log hai jinke pass paise nahi hote to waise logo ka aaj ke time me bahut mushkil se guzara hota hai. Har insaan aaj ke time me kuch na kuch karke paise kama rha hai, par doston aaj ke time me aap jitna merji kama lo par apke paas kuch nahi bachta, kyuki aaj ke time me mehangayi bahut bahut jyada badh gayi hai. Har saaman aaj ke time me mehanga ho chuka hai fir chahe wo kuch bhi kyu na ho. To doston apke paas jab paise nahi hote to aap pareshan ho jate ho, or sochte ho loan lene ke liye, par loan milega kaha wo apko pta nahi hota, jisse aap pareshan ho jate ho. To doston apko ab pareshan hone ki koi bhi jroort nahi hai kyuki aaj mai apko online loan ke bare me batane wali hu jo apko ghar baithe loan deti hai. To doston aaj mai apko jis application ke bare me batane wali hu uska naam hai BlinkLoan App, to aaj hum janege ki kis tarah aap ghar baithe BlinkLoan App se online loan le sakte hai, BlinkLoan App se apko kitna loan milega, BlinkLoan App se loan lene par apko kitna interest lagega, BlinkLoan App se loan lene par apko kitna time milega, BlinkLoan App se loan kaun kaun le sakta hai, to ye sab aaj hum janege. To chaliye start karte hain aaj ki is post ko.

BlinkLoan App Review

Advertisements
BlinkLoan App

BlinkLoan App ek online loan application hai jo apko ghar baithe loan deti hai. BlinkLoan App ki starting 17, December, 2021 ko huyi thi or BlinkLoan App ke abhi tak 10+ downloaders hai.

BlinkLoan App se apko kitna loan milega?

BlinkLoan App se apko minimum 2,000 rupees or maximum 20,000 rupees tak ka loan mil jata hai.

BlinkLoan App se loan lene par apko kitna interest lagega?

Advertisements

BlinkLoan App se loan lene par apko minimum 0.04% per day ka interest lag jata hai or maximum 14% annually interest lag jata hai.

BlinkLoan App se loan lene par apko kitna time milega?

BlinkLoan App se loan lene par apko minimum 91 days or maximum 365 days ka time mil jata hai.

BlinkLoan App se loan lene par apko kaun kaun se documents lagenge?

  1. Aadhar Card.
  2. Pan Card.
  3. Selfie.

Example:-

Suppose apne loan liya 20,000 rupees ka to apko 120 days ka time mil jata hai means 4 months ka time mil jata hai or 14% apko annually interest lag jata hai. Interest apko 960 rupees pay karna hota hai or 20,960 rupees apko total repayment karna hota hai.

Advertisements

BlinkLoan App se loan kaun kaun le sakte hai?

  1. Indian residencial hone chahiye.
  2. 18 se above apki age honi chahiye.
  3. Source of income hona chahiye.

BlinkLoan App se loan lene par kaun kaun se benefits hote hai?

  1. Apko acha maximum loan amount mil jata hai.
  2. Apko time bhi maximum mil jata hai.
  3. 100% online process hai.
  4. Koi bhi salary slip nahi lagti.
  5. Koi bhi guaranter ki jroort nahi hoti.
  6. Apka loan approved ho jata hai.

BlinkLoan App se loan kaise le?

  • Sabse pehle BlinkLoan App ko install kare play store se.
  • Fir apna mobile number fill kar ke register kar le.
  • Apni basic si information fill karde.
  • Apne KYC documents upload kar le.
  • Apne bank ki information fill karde.
  • Apka loan approved ho jata hai.
  • Apke bank account me paise bhi transfer kar diye jate hai.

BlinkLoanBlinkLoan App Apply Online

To aaj humne jana ki kis tarah aap ghar baithe BlinkLoan App se online loan le sakte hai, BlinkLoan App se apko kitna loan milega, BlinkLoan App se loan lene par apko kitna interest lagega, BlinkLoan App se loan lene par apko kitna time milega, BlinkLoan App se loan kaun kaun le sakta hai, to ye sab aaj humne jana. Doston apko hamari aaj ki post achi lagi ho to post ko share jroor karein or agar koi doubt ho to comment box me jroor bataye. Doston apne hamari is post ko bahut hi ache se padha or apna special time diya uske liye thanks. Milte hai next post me.


Share With Your Friends
Advertisements
Advertisements

Check Also

Cash Star Loan App Se Loan Kaise Le : Cash Star Loan App Review – Cash Star Loan App Apply Online In India

Advertisements Share With Your Friends Advertisements To doston kya aap logo ke ghar me bhi …

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Advertisements
Advertisements
Advertisements
x