QytDaUk0b0RiZzdick8xSHkxdVlEZz090
Advertisements
Advertisements

Lenditt Loan App Se Loan Kaise Le : Lenditt Loan App Review – Lenditt Loan App Apply Online In India

Advertisements
Share With Your Friends

Advertisements

To doston apko to pta hi hoga ki har person apni apni life ko easy bnana chahta hai, or shaan se jina chahta hai, to ye sab karne se pehle ek cheej ki jroort padti hai, jo ki bahut hi jroori hai wo hai paisa. Ji haa doston paisa jo hamari life bnna sakta hai, or paise ki help se hum shaan se jii sakte hai. Kyuki agar hamare paas paise honge to hame kisi ke aage jhukne ki jroort nahi hai, or hum aasani se apni life spend kar sakte hai. Paise ki help se hum apni sari wishes puri kar sakte hai or kuch bhi kar sakte hai or doston isi ke inverse agar hamare paas paise hi na ho to hum apni life me kuch nahi kar sakte. Agar hamare ghar me koi medical emergency padh jaye or hamare paas paise na ho to hum bahut pareshan ho jate hai ki hamare paas to paise nahi hai or bina paise ke ti treatment bhi nahi ho sakta, to apke mind me ese swaal jwaab chalne lag jate hai, jisse ki apko kuch samajh nahi aata or aap pareshan ho jate hai, to apko pareshan hone ki bilkul bhi jroort nahi hai, kyuki aaj mai apko bataungi ki kis tarah aap online loan lekar apni paise ki problem ko door kar sakte hai, to aaj mai apko jis application ke bare me btane wali hu uska naam hai Lenditt Loan App, to aaj hum janege ki kis tarah aap online loan le sakte hai, Lenditt Loan App se kitna loan milega, Lenditt Loan App se loan lene par kitna interest lagega, Lenditt Loan App se loan lene par apko kitna time milega, Lenditt Loan App se loan lene par kaun-kaun se documents lagenge, Lenditt Loan App se kaun kaun loan le liya hai, to ye sab aaj hum janege. To shuru karte hai aaj ki post ko.

Lenditt Loan App Review

Advertisements
Lenditt Loan App

Lenditt Loan App Instant personal loan application hai, jo ki apko ghar baithe apke mobile phone se loan deti hai. Lenditt Loan App ki starting 18, August, 2021 ko huyi thi or Lenditt Loan App ke 1000+ downloaders hai.

Lenditt Loan App Se kitna loan milega?

Lenditt Loan App se apko minimum 10,000 or maximum 50,000 rupay tak ka loan mil jata hai.

Lenditt Loan App se loan kitne time ke liye milega?

Advertisements

Lenditt Loan App se apko minimum 61 days or maximum 90 days ka time mil jata hai.

Lenditt Loan App se loan lene par apko kitna interest lagega?

Lenditt Loan App se loan lene par apko minimum 0% or maximum 30% loan mil jata hai.

Lenditt Loan App se loan lene par apko kaun-kaun se documents lagenge?

  1. Aadhar Number.
  2. Pan Card.
  3. Valid Bank Account.

Example:-

Suppose apne 10,000 rupay ka loan liya to apko 20% interest lag jata hai, 61 days ka time mil jata hai or apko jo total amount repayment karni hoti hai wo hai 10,328 rupay.

Advertisements

Lenditt Loan App se kaun kaun loan le sakte hai?

  1. Bhartiya nagrik hone chahiye.
  2. 18 se above apki age honi chahiye.
  3. Source of income hona chahiye.

Lenditt Loan App se loan lene par kaun kaun se benefits hote hai?

  1. Lenditt Loan App se apko 50,000 rupay tak ka loan mil jata hai.
  2. Lenditt Loan App se loan lene par apko 90 days ka time mil jata hai.
  3. 100% online process hai.
  4. Koi bhi salary slip nahi lagti.
  5. Kisi bhi guaranter ki jroort nahi hoti.
  6. Apka loan approved ho jata hai.

Lenditt Loan App se loan kaise le?

  • Sabse pehle Lenditt Loan App ko install kare play store se.
  • Fir apna mobile number fill kar ke register ho jaye.
  • Fir apni basic si information fill karde.
  • Fir KYC documents upload kar de.
  • Fir bank account ki information fill kar deni hai.
  • Fir apka loan approved ho jayega.
  • Fir apke bank account me paise bhi transfer kar diye jate hai.

To aaj humne ye jana ki kis tarah aap online loan le sakte hai, Lenditt Loan App se kitna loan milega, Lenditt Loan App se loan lene par kitna interest lagega, Lenditt Loan App se loan lene par apko kitna time milega, Lenditt Loan App se loan lene par kaun-kaun se documents lagenge, Lenditt Loan App se kaun kaun loan le liya hai, to ye sab aaj humne jana. Doston apko hmari aaj ki post achi lagi ho to post ko share jroor karein, or agar apko koi doubt ho to hame comment box me jroor bataye. Doston apne hamari aaj ki post ko bahut hi ache se padha or apna special time diya uske liye bahut bahut thanks. To Milte hai agli post me.


Share With Your Friends
Advertisements
Advertisements

Check Also

Cash Star Loan App Se Loan Kaise Le : Cash Star Loan App Review – Cash Star Loan App Apply Online In India

Advertisements Share With Your Friends Advertisements To doston kya aap logo ke ghar me bhi …

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Advertisements
Advertisements
Advertisements
x