QytDaUk0b0RiZzdick8xSHkxdVlEZz090
Advertisements
Advertisements

LinkMoney Loan App Se Loan Kaise Liya Jata Hai : LinkMoney Loan App Review – LinkMoney Loan App Apply Online In India

Advertisements
Share With Your Friends

Advertisements

Doston aaj ke time me hum paisa bahut ki mushkil se kamate hai, hame din raat ek karni padti hai paisa kamane ke liye. Paisa kamane ke liye log kisi bhi hadd tak pahunch jate hai, kyuki unhe paise se matlab hota hai. Aaj ke time me paise ke ilawa esii koi dusri cheej nahi hai jo ki hamari jroorto ko pura kar sake or hame problems se bahar nikal sake. Paisa hi hai jo hamari sari jroorto ko pura karta hai. Aaj ke time me log paisa kama to lete hai par bacha nahi pate, kyuki mehangayi bahut tez se badh rahi hai, jiski bjay se hum paise nahi bacha pate or jinta bhi kamate hai sab kharch kar dete hai. To doston hum kamate hai or kharch kar dete hai, or aage future ke bare me kuch nahi sochte, or baad me agar koi emergency padh jaye to hame bahut sari problems ko face karna padta hai, kyuki hamare paas paise nahi hote, or fir hum sochte hai ki kyu na kisi se paise udhaar liye jaye, to aap sochte ho ki aap apne friends ya fir relatives se paise udhaar le, par aap jab paise udhaar lene jate ho to apko paise nahi milte or aap sad ho kar chale aate ho. Aap pareshan ho jate ho but ab pareshan hone ki bilkul bhi jroort nahi hai kyuki aaj mai apko online loan ke bare me btane wali hu, jo aap ghar baithe le sakte ho bahut hi aasani se. Aaj mai apko jis application ke bare me btane wali hu uska naam hai LinkMoney Loan App, to aaj hum janege ki kis tarah aap LinkMoney Loan App se online loan le sakte hai, LinkMoney Loan App se apko kitna loan milega, LinkMoney Loan App se loan lene par apko kitna time milega, LinkMoney Loan App se loan lene par apko kitna interest lagega, LinkMoney Loan App se loan lene par kaun kaun se documents lagenge, LinkMoney Loan App se kaun kaun loan le sakte hai, to ye sab aaj hum janege. To chaliye shuru karte hai aaj ki is post ko.

LinkMoney Loan App Review

Advertisements
LinkMoney Loan App

LinkMoney Loan App ek online loan app hai jo apko ghar baithe loan provide karti hai. LinkMoney Loan App ki starting 12, September, 2021 ko huyi thi or LinkMoney Loan App ke abhi tak 50,000+ downloaders hai.

LinkMoney Loan App se kitna loan milega?

LinkMoney Loan App se apko minimum 2,000 rupay or maximum 50,000 rupay tak ka loan mil jata hai.

LinkMoney Loan App se loan lene par kitna time milega?

Advertisements

LinkMoney Loan App se loan lene par apko minimum 91 days or maximum 365 days ka time mil jata hai.

LinkMoney Loan App se loan lene par kitna interest lagega?

LinkMoney Loan App se loan lene par apko maximum 30% interest lag jata hai.

LinkMoney Loan App se loan lene par kaun kaun se documents lagenge?

  1. ID Proof.
  2. Aadhar Number.
  3. Pan Card.
  4. Valid Bank Account.

Example:-

Suppose apne loan liya 20,000 rupees ka to apko 30% interest lag jata hai, 5% service fees lag jati hai, 91 days ka time mil jata hai. Apko 19000 rupees apke bank account me transfer kar diye jate hai. Apne amount jo repayment karni hoti hai wo hai 21,495 rupay, har month jo apko EMI pay karni hoti hai wo hai 7165 rupees.

Advertisements

LinkMoney Loan App se kaun kaun loan le sakte hai?

  1. Indian residence hone chahiye.
  2. 18 se above apki age honi chahiye.
  3. Source of income hona chahiye.

LinkMoney Loan App se loan lene par kaun kaun se benefits hote hai?

  1. LinkMoney Loan App se loan lene par apko acha loan amount mil jata hai.
  2. LinkMoney Loan App se loan lene par apko time bhi acha mil jata hai.
  3. 100% online process hai.
  4. Koi bhi security ki jroort nahi hoti hai.
  5. Kisi bhi salary slip nahi lagti.
  6. Apka loan bhi approved ho jata hai.

LinkMoney Loan App se loan kaise le?

  • Sabse pehle LinkMoney Loan App ko install kare play store se.
  • Fir apna mobile number fill kar ke register kar dena hai.
  • Fir apni basic si information fill karde.
  • Fir KYC documents upload kar do.
  • Fir apne bank ki detail de de.
  • Fir apka loan approved ho jayega.
  • Apke bank account me paise bhi transfer kar diye jate hai.

To aaj humne jana ki kis tarah aap LinkMoney Loan App se online loan le sakte hai, LinkMoney Loan App se apko kitna loan milega, LinkMoney Loan App se loan lene par apko kitna time milega, LinkMoney Loan App se loan lene par apko kitna interest lagega, LinkMoney Loan App se loan lene par kaun kaun se documents lagenge, LinkMoney Loan App se kaun kaun loan le sakte hai, to ye sab aaj humne jana. Doston apko hmari aaj ki post achi lagi ho to post ko share jroor karein, or agar apko koi doubt ho to hame comment box me jroor bataye. Doston apne hamari aaj ki post ko bahut hi ache se padha or apna special time diya uske liye bahut bahut thanks. To Milte hai agli post me.


Share With Your Friends
Advertisements
Advertisements

Check Also

Cash Star Loan App Se Loan Kaise Le : Cash Star Loan App Review – Cash Star Loan App Apply Online In India

Advertisements Share With Your Friends Advertisements To doston kya aap logo ke ghar me bhi …

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Advertisements
Advertisements
Advertisements
x