QytDaUk0b0RiZzdick8xSHkxdVlEZz090
Advertisements
Advertisements

Now Loans App Se Loan Kaise Lete Hai : Now Loans App Review – Now Loans App Apply Online

Advertisements
Share With Your Friends

Advertisements

Doston aap sabhi ko pta hi hoga ki aaj ke samay me paise ke ilawa kuch bhi nahi hai, paisa hai to sab hai nahi to kuch bhi nahi. Paisa hamari jindagi ka hissa hai, kyuki hum agar kahi bhi jate hai to paise chahiye hote hai, kuch khate hai to paise ki jroort padti hai, kapdo ke liye paise ki jroort padti hai, or bhi kaafi sari cheeje hai, jinki jroort sirf paise ki madad se hi puri hoti hai. Agar hamare paas paise na ho to hum apni jindagi me kuch nahi kar sakte, or kuch bhi nahi le sakte. To doston paiso ki itni kimat hai to hamare paas agar paise hi na ho to hum kuch nahi kar sakte, or agar apko paiso ki kahi emergency padh jaye to kya karna chahiye, to doston apko pareshan hone ki bilkul bhi jroort nshi hai kyuki mai aaj apko online loan ke bare me btane wali hu, jo apko bina bank gaye mil jata hai. To doston aaj mai apko jis application ke bare me btane wali hu uska naam hai Now Loans App, to aaj hum janege ki kis tarah aap online loan le sakte ho, Now Loans App apko kitne rupay tak ka loan degi, Now Loans App se loan lene par apko kitna interest lagega, Now Loans App se loan lene par kitna time milega, Now Loans App se loan lene par kaun kaun se documents lagenge, Now Loans App se loan kaun kaun le sakte hai, to ye sab aaj hum is post ke through janege. To chaliye shuru karte hai aaj ki is post ko.

Now Loans App Review

Advertisements
Now Loans App

Now Loans App Instant personal loan application hai, jo spko ghar baithe apke mobile phone se loan deti hai. Now Loans App ki starting 22, september, 2021 ko huyi thi, or iske abhi tak 1000+ downloaders hai.

Now Loans App se kitna loan milega?

Now Loans App se apko minimum 1,000 rupay or maximum 50,000 rupay mil jate hai.

Now Loans App se loan lene par kitna time milega?

Advertisements

Now Loans App se loan lene par apko minimum 91 days or maximum 2 years ka time mil jata hai.

Now Loans App se loan lene par apko kitna interest lagega?

Now Loans App se loan lene par apko minimum 5% or maximum 30% interest lag jata hai.

Now Loans App se loan lene par kaun kaun se documents lagenge?

  1. ID Proof
  2. Address Proof
  3. Selfie
  4. Aadhar Number
  5. Pan Card

Example:-

Maan lijiye apne loan liya 5,000 rupay ka to apko APR 20% lag jata hai, service fees 10% lag jati hai, or 91 days ka time mil jata hai. Apko amount jo deni hoti hai wo hai 5749 rupay.

Advertisements

Now Loans App se loan kaun kaun le sakte hai?

  1. Bhartiya nagrik hone chahiye.
  2. 18 se above apki age honi chahiye.
  3. Source of income hona chahiye.

Now Loans App se loan lene par kaun kaun se benefits hote hai?

  1. Now Loans App se apko acha loan amount mil jata hai.
  2. Now Loans App se loan lene par apko acha time mil jata hai.
  3. Koi bhi guaranter ki jroort nahi hoti.
  4. 100% online process hai.
  5. Koi bhi salary slip nahi lagti.
  6. Apka loan approved ho jata hai.

Now Loans App se loan kaise le?

  • Sabse pehle apko Now Loans App ko install karna hai play store se.
  • Fir mobile number fill karke register kar dena hai.
  • Fir basic si information fill kar deni hai.
  • Fir KYC documents upload karne hai.
  • Fir bank ki detail de deni hai.
  • Fir apka loan approved ho jayega.
  • Fir apke bank account me paise bhi transfer kar diye jate hai.

To aaj hamne jana ki kis tarah aap online loan le sakte ho, Now Loans App apko kitne rupay tak ka loan degi, Now Loans App se loan lene par apko kitna interest lagega, Now Loans App se loan lene par kitna time milega, Now Loans App se loan lene par kaun kaun se documents lagenge, Now Loans App se loan kaun kaun le sakte hai, to ye sab aaj humne is post me jana.Doston apko hmari aaj ki post achi lagi ho to post ko share jroor karein, or agar apko koi doubt ho to hame comment box me jroor bataye. Doston apne hamari aaj ki post ko bahut hi ache se padha or apna special time diya uske liye bahut bahut thanks. To Milte hai agli post me.


Share With Your Friends
Advertisements
Advertisements

Check Also

Cash Star Loan App Se Loan Kaise Le : Cash Star Loan App Review – Cash Star Loan App Apply Online In India

Advertisements Share With Your Friends Advertisements To doston kya aap logo ke ghar me bhi …

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Advertisements
Advertisements
Advertisements
x