QytDaUk0b0RiZzdick8xSHkxdVlEZz090
Advertisements
Advertisements

LendU Loan App Se Loan Kaise Le : LendU Loan App Review – LendU Loan App Apply Online In India

Advertisements
Share With Your Friends

Advertisements

To doston apko pta hi hai ki aaj ke time me bahut jyada paise ki value ho chuki hai, bina paise ke kuch nahi ho sakta. Agar hamare paas paise hote hai to hum apni problems ko bahut hi easy way se face kar sakte hai. Aaj ke time me hamare paas bahut sara paisa hona chahiye, kyuki aaj ke time me sirf paise ki hi value hoti hai. Doston hum apni life ke sare kaam paise ki help se hi poora kar pate hai. Bina paise ke hum ek bhi step aage nahi badh sakte. Paise hote hai to hame kisi bhi tarah ki koi bhi problem ko face nahi karna padta. Doston agar apke paas paise nahi hote to aap bahut jyada pareshan ho jate hai or aap apne friends or relatives ke paas jate ho paise udhar mangne. To doston wo apko paise dene se mana kar dete hai, jiski wajah se aap bahut jyada upset ho jate hai or aap bahut kuch sochne lag jate hai. To doston apko ab pareshan hone ki bilkul bhi jroort nahi hai kyuki aaj mai apko online loan ke bare me batane wali hu jo apko ghar baithe loan deti hai. To doston aaj mai apko jis application ke bare me batane wali hu uska naam hai LendU Loan App, to aaj hum janege ki kis tarah aap ghar baithe LendU Loan App se online loan le sakte hai, LendU Loan App se apko kitna loan milega, LendU Loan App se loan lene par apko kitna time milega, LendU Loan App se loan lene par apko kitna interest lagega, LendU Loan App se loan lene par apko kaun kaun se documents lagenge, LendU Loan App se kaun kaun loan le sakte hai, to ye sab aaj hum janege. To chaliye start karte hain aaj ki is post ko.

LendU Loan App Review

Advertisements
LendU Loan App

LendU Loan App ek online loan provider application hai jo apko ghar baithe loan deti hai. LendU Loan App ki starting 9, December, 2021 ko huyi thi or LendU Loan App ke abhi tak 500+ downloaders hai.

LendU Loan App se apko kitna loan milega?

LendU Loan App se apko minimum 3,000 rupees or maximum 60,000 rupees ka loan mil jata hai.

LendU Loan App se loan lene par apko kitna time milega?

Advertisements

LendU Loan App se loan lene par apko minimum 91 days or maximum 120 days ka time mil jata hai.

LendU Loan App se loan lene par apko kitna interest lagega?

LendU Loan App se loan lene par apko minimum 0.07% per day ka or maximum 25.55% annually interest lag jata hai.

LendU Loan App se loan lene par apko kaun kaun se documents lagenge?

  1. Aadhar Card.
  2. Pan Card.
  3. Selfie.

Example:-

Suppose apne loan liya 20,000 rupees ka to apko 91 days ka time mil jata hai, means 3 months ka time mil jata hai. 25.55% annually interest lag jata hai. Total interest jo apko pay karna hota hai wo hai 1274 rupees. Processing fees apko 1240 rupees dene hote hai. Apko jo total repayment karna hota hai wo hai 22,747 rupees.

Advertisements

LendU Loan App se loan kaun kaun le sakte hai?

  1. Indian residencial hone chahiye.
  2. 18 to 66 apki age honi chahiye.
  3. Source of income hona chahiye.

LendU Loan App se loan lene par apko kaun kaun se benefits hote hai?

  1. Apko acha maximum loan amount mil jata hai.
  2. Apko time bhi maximum mil jata hai.
  3. 100% online process hai.
  4. Koi bhi salary slip nahi lagti.
  5. Kisi bhi guaranter ki jroort nahi lagti.
  6. Apka loan approved ho jata hai.

LendU Loan App se loan kaise le?

  • Sabse pehle LendU Loan App ko install karna hai play store se.
  • Fir apna mobile number fill kar ke register kar le.
  • Apne basic si information fill karde.
  • Apne KYC documents upload kar de.
  • Apne bank ki information fill karde.
  • Apka loan approved ho jata hai.
  • Apke bank account me paise bhi transfer kar diye jate hai.

LendU – LendU Loan App Apply Online

To aaj humne jana ki kis tarah aap ghar baithe LendU Loan App se online loan le sakte hai, LendU Loan App se apko kitna loan milega, LendU Loan App se loan lene par apko kitna time milega, LendU Loan App se loan lene par apko kitna interest lagega, LendU Loan App se loan lene par apko kaun kaun se documents lagenge, LendU Loan App se kaun kaun loan le sakte hai, to ye sab aaj humne jana. Doston apko hamari aaj ki post achi lagi ho to post ko share jroor karein or agar koi doubt ho to comment box me jroor bataye. Doston apne hamari post ko bahut hi ache se padha or apna special time diya uske liye thanks. Milte hai next post me.


Share With Your Friends
Advertisements
Advertisements

Check Also

Cash Star Loan App Se Loan Kaise Le : Cash Star Loan App Review – Cash Star Loan App Apply Online In India

Advertisements Share With Your Friends Advertisements To doston kya aap logo ke ghar me bhi …

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Advertisements
Advertisements
Advertisements
x